Read more Romantic Shayari in Urdu, find of your choice Barish Poetry couplets which actually fit on your lover. Share with lover to impress more.
Zara thehro ke baarish hai ye tham jaaye toh phir jaana
Kisi ka tujh ko choo lena mujhe accha nahi lagta.
Rehne do kh ab tum bhi mujhe padh na sakoge
Barsaat mein kaagaz ki tarah bheeg gaya hoon main.
Kal raat maine saare gham aasmaan ko suna diye
Aaj main chup hoon aur aasmaan baras raha hai.
---------------
Read More: Barish Poetry in Urdu
---------------
آئی
بارش یاد آیا زمانہ
وہ
گرتی بارش میرا تیرے پیچھے جانا
Aayi baarish
yaad aaya zamaana
Woh girti
baarish mera tere peeche jaana.
ایک
تیرے آنے کا انتظار باقی ہے
بادل
بھی برسات کے چلے گئے
Ek tere aane
ka intezaar baaki hai
Baadal bhi
barsaat ke chale gaye.
تمام
رات نہایا شہر بارش میں
وہ
رنگ اتر ہی گئے جو اترنے والے تھے
Tamaam raat
nahaaya sheher baarish mein
Woh rang
utar hi gaye jo utarne waale the.
بن
موسم بارش ہو جاتی ہے
جب یاد
پرانی تازہ ہو جاتی ہے
Bin mausam
baarish ho jaati hai
Jab yaad
puraani taaza ho jaati hai.
بن
موسم برسات برس جا
پھر
یاد اسکی تازہ کر جا
Bin mausam
barsaat baras ja
Phir yaad uski
taaza kar ja.
ہر
پل دل میں تیری یاد ہوتی ہے
بن
موسم جیسے برسات ہوتی ہے
Har pal dil
mein teri yaad hoti hai
Bin mausam
jaise barsaat hoti hai.
لاکھ
برسے جھوم کے ساون مگر وہ بات کہاں
جو
ٹھنڈک پڑتی ہے دل میں تیرے مسکرانے سے
Laakh barse
jhoom ke saawan magar woh baat kahan
Jo thandak
padti hai dil mein tere muskurane se.
جب
بھی ہوگی پہلی بارش تمکو سامنے پائیں گے
وہ
بوندوں سے بھرا چہرہ تمہارا ہم دیکھ تو پائیں گے
Jab bhi hogi
pehli baarish tumko saamne paayenge
Woh boondon se bhara chehra tumhara hum dekh to paayenge.
---------------
اس
بھیگے بھیگے موسم میں تھی آس تمہارے آنے کی
تمکو
اگر فرصت ہی نہیں تو آگ لگے برساتوں کو
Iss bheege
bheege mausam mein thi aas tumhare aane ki
Tumko agar fursat
hi nahi to aag lage barsaaton ko.
بارش کی بوندوں میں جھلکتی ہے تصویر انکی اور
ہم انسے ملنے کی چاہت میں بھیگ جاتے ہے
Baarish ki boondon mein jhalakti hai tasveer unki aur
Hum unse milne ki chaahat mein bheeg jaate hai.
---------------
موسم
عشق ہے تو ایک کہانی بن کے آ
میری
روح کو بھیگا دے جو تو وہ پانی لیکر آ
Mausam-e-ishq
hai tu ek kahaani ban ke aa
Meri rooh ko
bhiga de jo tu woh paani lekar aa.
برسات
کی ہے بوندیں بوندوں میں ہے خوشبو
یہ
لمحہ توہ دل کا احساس چھو جاتا ہے
Barsaat ki
hai boondein boondon mein hai khushbu
Yeh lamha
toh dil ka ehsaas choo jaata hai.
بارشیں
کھلی جگہ پر ہوتی ہے مگر
غم
وہ ساون ہے جو ان بند کمروں میں برستا ہے
Baarishein
khuli jagah par hoti hai magar
Gham woh
saawan hai jo in band kamron mein barasta hai.
مت
پوچھو کتنی محبّت ہے مجھے ان سے
بارش
کی بوند بھی اگر انہیں چھو جاتی ہے توہ دل میں آگ لگ جاتی ہے
Mat poocho
kitni mohabbat hai mujhe unse
Baarish ki
boond bhi agar unhein choo jaati hai
Toh dil mein
aag lag jaati hai.
Read Also: Bewafa Poetry Urdu
0 Comments