Top 10 Heart Touching Poetry Sms in Urdu with Images

Here are beautiful Heart Touching Poetry Sms and 2 lines Heart Touching Poetry in Urdu That are best for poetry lovers and readers.

heart-touchig-poetry-sms
Heart Touching Poetry Sms

Khud Ko Bawazu Kiya Tere Tasawar Se Bhi Pehle

Maine Iss Darje Tere Ishq Ko Pakeeza Rakha

heart-touching-poetry-in-urdu-2-lines
Heart Touching Poetry in Urdu 2 Lines

Waqat Jab Bhi Laut Kar Aata Hai

Ya Toh Imtihan Leta Hai Ya Inteqam

ishaq-o-muhabat
Heart Touching Shayari in Urdu

Fatoor Hota Hai Har Umar Mein Juda Juda

Khilona, Ishq, Paisa Aur Phir Khuda Khuda

------------------

Read More: Heart Touching Poetry in Urdu

------------------

سیف اندازِ بیاں رنگ بدل دیتا ہے

ورنہ دُنیا میں کوئی بات نئی بات نہیں

Saif Andaz e Bayaa’n Rang Badal Deta Hai

Warna Duniya Mein Koi Baat Nayi Baat Nahi

------------------

منہ پھیرنے سے پہلے زرا یہ تو سوچتے

آیا تھا تیرے پاس کس کس کو ٹال کر

Mu Pahrny Se Pahly Zara Yeh To Sochty

Aya Tha Tary Pax Kis Kis Ko Tal Kar

------------------

تمہیں کھنیچے گا کئی بہانوں سے

ایک جادو جو میری ذات میں ہے

Tumhy Kenchy Ga Kai BAhano Sy

Ak Jado Jo Meri Zat Mai Hai

------------------

تم قیامت کا نام دو گے اِسے

وقت اپنی تھکن اتارے گا

Tum Qayamat Ka Naam Doh Ge Issey

Waqt Apni Thakan Utaare Ga

------------------

ہم نے محبتوں کے نشے میں اُسے خدا بنا ڈالا

ہوش تب آیا جب اُس نے کہا کہ خدا کسی ایک کا نہیں ہوتا

Hum Ne Mohabbaton Ke Nashe Mein Ussey Khuda Bana Daala

Hosh Tab Aaya Jab Usne Kaha Ke Khuda Kisi Aik Ka Nahi Hota

------------------

ہزاروں غم ہیں لیکن آنکھ سے ٹپکا نہیں آنسو

ہم اہلِ ظرف ہیں پیتے ہیں چھلکایا نہیں کرتے

Hazaron Gham Hain Lekin Aankh Se Tapka Nahi Aansu

Hum Ahl e Zarf Hain Peete Hain Chalkaya Nahi Karte

------------------

تاریخ میں قصے تو حسنِ یوسف کے ہیں

پھر یہ بنتِ حوا کس بات پہ اتراتی ہے

Tareekh Mein Qissay Toh Husn e Yousuf Ke Hain

Phir Yeh Bint e Hawa Kis Baat Pe Itrati Hai

------------------

Listen Sad Songs

------------------

Heat Touching Poetry 4 Lines

حالات کے قدموں میں قلندر نہیں گرتا

ٹوٹے بھی جو تارا تو زمیں پر نہیں گرتا

گرتے ہیں سمندر میں بڑے شوق سے دریا

لیکن کسی دریا میں سمندر نہیں گرتا

Halaat Ke Kadmon Mein Qalandar Nahi Girta

Tute Bhi Jo Taara Toh Zamee’n Per Nahi Girta,

Girte Hain Samundar Mein Bare Shauk Se Dariya

Lekin Kisi Dariya Mein Samundar Nahi Girta

------------------

Read More: Attitude Poetry Urdu

Post a Comment

0 Comments